Apna Asmaan Lyrics
| Starring | Anupam Kher, Irfan Khan, Shobana |
|---|---|
| Music | Leslie Lewis |
| Director | Kaushik Roy |
| Producer | Kaushik Roy , Umand Pahwa |
| Year | 2007 |
| Rating |
Katra Katra - Apna Asmaan Lyrics
Katra Katra
katra katra udd kar saagar - 2 baadal banata hai
luk chhup karata jugnu rasta roshan karata hai
kar aisa kuchh jo hovaye?, tera hai jahaan chal jitale duniya re - 2
o bandhu re, bund bund megha barse, bhar jaaye dariyaan
chhoti chhoti akhiyaan hi dikhaaye yeh duniyaan - 2
kar aisa kuchh jo hovaye?, tera hai jahaan chal jitale duniya re - 2
o bandhu re, daana mile maati mein toh ped ban jaaye
chaanv bhi de, phal bhi de kaisa tanjaaye? - 2
kar aisa kuchh jo hovaye?, tera hai jahaan chal jitale duniya re - 4
o bandhu re........
