Bhaggmati Lyrics

Kasie Kahan Kab Ho Gaya - Bhaggmati Lyrics


Kasie Kahan Kab Ho Gaya

kaise kahan kab ho gaya main kho gaya teri aankho mein - 2

lehro pe woh chalti hain, zulfo mein shaam dhalti hain - 2
badal ki khamoshi ab kaise rahe chup
tu hi bata kab ho gaya main kho gaya teri aankho mein
kaise kahan kab ho gaya main kho gaya teri aankho mein

saanso mein chand ke aahein subaho ki dhup nigaahein - 2
palko ki kirno mein meri raatein hui gum
hona tha jo woh ho gaya main kho gaya teri aankho mein
kaise kahan kab ho gaya main kho gaya teri aankho mein

3 Comments