Aur Kya Zindagani Hai - Ek Rishtaa Lyrics


Aur Kya Zindagani Hai

Kal Talak Jo Sach Tha Woh Ban Gaya Afsaana
Tinka Tinka Bikhra Loota Woh Aashiyaana
Pal Mein Ban Gaye Saare Apne Begaane
Yaad Bahut Aate Hain Guzre Zamaane
Bus Tabaahi Hai Ghum Ke Saye Hai
Suni Aankhon Mein Sirf Paani Hai
Aur Kya Zindagaani Hai Ohh
Aur Kya Zindagaani Hai

5 Comments