Fear Lyrics
| Starring | Vishwaas Paandya, Ameet M. Gaurr, Alisha, Aditya Ralkar, Swapnil |
|---|---|
| Music | Himesh Reshammiya |
| Director | Vikram Bhatt |
| Producer | Ramesh Sippy |
| Year | 2007 |
| Rating |
Tu Hai Ishq - Fear Lyrics
Tu Hai Ishq
((tu hai ishq mera ishq yeh nibhaana hai
kitna pyaar hai tumse tumko bataana hai) - 2
tumko bataana hai.....) - 2
tu hai ishq mera ishq yeh nibhaana hai
kitna pyaar hai tumse tumko bataana hai
hai nayi roshani raat hai nayi
silsilein hai naye, baat hai nayin
jaane kyun dhadak raha hai dil yeh baar baar
ho rahi hoon aaj kyun main itani bekaraar
teri yaad mein mujhko sab kuchh bhulaana hai
kitna pyaar hai tumse tumko bataana hai, tumko bataana hai.....
tu hai ishq mera ishq yeh nibhaana hai
kitna pyaar hai tumse tumko bataana hai
ankahin ansuni daastaan hai
pyaar bhi ik ajab imtehaan hai
isamein ik junuun sa hai aur ik nasha
jo karein wahin yeh jaane isamein dard kya
dard-o-gum ka ishq se rishta puraana hai
kitna pyaar hai tumse tumko bataana hai, tumko bataana hai.....
tu hai ishq mera ishq yeh nibhaana hai
kitna pyaar hai tumse tumko bataana hai, tumko bataana hai.....
tu hai ishq mera ishq yeh nibhaana hai - 3
Recommended Top Lyrics
Mughal E Azam
Naushad
Astitva
Sukhwinder Singh
Aisa Kyon Hota Hai
Tauseef Akhtar
Dostana 2008
Vishal-Shekhar
