Raasta Pyaar Ka - Khanna and Iyer Lyrics


Raasta Pyaar Ka

um pum taara rum pum pum.......

chal pade ha chal pade
chal pade toh hum chal pade
chal pade deewaane toh
chaahat ke parwaane toh
aandhi ho tufaan ho
ya mushkil mein jaan ho
chali hai yahi daastaan
pyaar ka yahin hai yahin raasta pyaar ka

na rok sake dushman koi
na tod sake bandhan koi
iss ishq ka dastoor hai
jo bhi ho saja manjoor hai
hame mil gaya hai pata pyaar ka - 2

chal pade ha chal pade
chal pade toh hum chal pade
chal pade deewaane toh
chaahat ke parwaane toh
har mausam apana hoga
pura har sapana hoga
ho jaaye?? koi julum??
hona hai hoga sangam
hame hai hame waasta pyaar ka - 2

(chal pade ha chal pade
chal pade toh hum chal pade) - 2
logo ke ehsaas mein
honge hum itihaas mein
dil ka har panna bolega
pyaar nigaaho mein dolega
hame hai hame waasta pyaar ka - 2
yahin hai yahin raasta pyaar ka - 4

5 Comments