Red Lyrics
| Starring | Aftab Shivdasani, Celina Jaitley, Amrita Arora, Sushant Singh |
|---|---|
| Music | Himesh Reshammiya |
| Director | Vikram Bhatt |
| Producer | Sunil Chainani , Sameer Srivastava |
| Year | 2007 |
| Rating |
Dil Ne Ye Na Jaana - Red Lyrics
Dil Ne Ye Na Jaana
teri ummid, teri baatein
woh lamha lamha katati tere naam se raatein
dard se yuun mulaakaat hogi - 2
dil ne ye na jaana
nazdikiyon mein duriyon ki baat??? hogi
dil ne ye na jaana, (na jaana - 8)
teri yaadon ke ghane saayein
ye kaise manjar par mujhko hain lekar aayein
is tarah ashq ki barsaat hogi
dil ne ye na jaana, (na jaana - 8)
teri ummid, teri baatein
woh lamha lamha katati tere naam se raatein
is tarah bechaingi mere saath hogi
dil ne ye na jaana, (na jaana - 8)
dard se yuun mulaakaat hogi - 2
dil ne ye na jaana, (na jaana - 8)
na jaana - 4
Recommended Top Lyrics
Aitbaar
Anand Ashram
Haan Maine Bhi Pyaar Kiya
Nadeem-Shravan
Thodi Life Thoda Magic
Vinay Tiwari
Na Ghar Ek Na Ghaat Ke
Lalit Pandit
