The Hero Lyrics
| Starring | Preity Zinta, Sunny Deol |
|---|---|
| Music | Uttam Singh |
| Director | Anil Kumar Sharma |
| Producer | Dhirajlal Shah , Hasmukh Shah , Pravin |
| Year | 2003 |
| Rating |
Tum Bhi Na Mano - The Hero Lyrics
Tum Bhi Na Mano
h: (tum bhi na maano main bhi na maanooN) -2
par tum bhi jaano par main bhi jaanooN
(hai pyaar tumhen hai pyaar mujhe, lagtaa hai yahi har baar mujhe) -2
a: (tum bhi na maano main bhi na maanooN) -2
par tum bhi jaano par main bhi jaanooN
(hai pyaar tumhen hai pyaar mujhe, lagtaa hai yahi har baar mujhe) -2
h: aaNkhen bhi jaise dil ki zabaaN hai, sab kuchh sunaati, KhaamoshiyaaN hai
a: aaNkhen bhi jaise dil ki zabaaN hai, sab kuchh sunaati, KhaamoshiyaaN hai
h: ham paas aayen yaa door jaayen, baaNdhe hai koi bandhan hamen
a: hai pyaar tumhen hai pyaar mujhe, lagtaa hai yahi har baar mujhe
h: tum bhi na maano main bhi na maanooN
par tum bhi jaano par main bhi jaanooN
hai pyaar tumhen, hai pyaar mujhe
a: hai pyaar tumhen, hai pyaar mujhe
a: ek pal jo tumne jo chhoo liyaa hai, kuchh bhi na kahke sab kah diyaa hai
h: ek pal jo tumne jo chhoo liyaa hai, kuchh bhi na kahke sab kah diyaa hai
a: saaNsoN ki uljhan seene ki dhaDakan, rakhti kahaaN hai kuchh raaz dil mein
h: hai pyaar tumhen hai pyaar mujhe, lagtaa hai yahi har baar mujhe
a: hai pyaar tumhen hai pyaar mujhe, lagtaa hai yahi har baar mujhe
h: dil ki kahaani jo ankahii hai, saari fizaa mein gooNji hui hai
a: ddil ki kahaani jo ankahii hai, saari fizaa mein gooNji hui hai
h: saari havayen saari dishaayen
both: yahi sunaaye yahi sunaaye
hai pyaar tumhen hai pyaar mujhe, lagtaa hai yahi har baar mujhe
h: tum bhi na maano.., main bhi na maanoN..
a: tum bhi na maano main bhi na maanooN
both: par tum bhi jaano par main bhi jaanooN
hai pyaar tumhen hai pyaar mujhe, lagtaa hai yahi har baar mujhe
h: hai pyaar tumhen hai pyaar mujhe, lagtaa hai yahi har baar mujhe
a: hai pyaar tumhen hai pyaar mujhe, lagtaa hai yahi har baar mujhe
both: hai pyaar tumhen hai pyaar mujhe, lagtaa hai yahi har baar mujhe
Recommended Top Lyrics
Bombay
AR Rahman
The Killer
Sajid Wajid
Black Mail
Kalyanji Anandji
Laaga Chunari Mein Daag
Shantanu Moitra
Kites
Rakesh Roshan
