Yakeen Lyrics
| Starring | Arjun Rampal, Priyanka Chopra |
|---|---|
| Music | Himesh Reshammiya |
| Director | Vikram Bhatt |
| Producer | Sujit Kumar Singh |
| Year | 2005 |
| Rating |
Bhoolna Nahin Part 1 - Yakeen Lyrics
Bhoolna Nahin Part 1
ho
(dhaga wafao ka na toote kahin
teri mohabbat pe hain mujhko yakeen
bhoolna nahin - 2
banake deewana bhoolna nahin ) - 2
dhaga wafao ka na toote kahin
teri mohabbat pe hain mujhko yakeen
bhoolna nahin - 2
(mar meetey hain hum teri adaa pe
kar bhi lo tum aaitbaar meri wafa pe) - 2
bhoolna nahin - 2
banake deewana bhoolna nahin
(yaad rakhna dhadkanon ka wada
humne chaha hain tumhe chahat se jyada) - 2
bhoolna nahin - 2
banake deewana bhoolna nahin
dhaga wafao ka na toote kahin
teri mohabbat pe hain mujhko yakeen
bhoolna nahin - 2
banake deewana bhoolna nahin
Recommended Top Lyrics
Kalyug
Mithun Sharma, Goher Mumtaz,Faisal Rafi, Rohail Hyat
Yahudi
Shankar-Jaikishan
Naya Zamana
Burman S D
Karobaar
Rajesh Roshan
Aankhen
Aadesh Shrivastava
