Tu Hi - Yakeen Lyrics


Tu Hi

tuhi tuhi tuhii mera dil hain
chuke dhadkanon ko dekhle jaanejana
sach hi keh raha hain tujhse tera deewana
tuhi tuhi tuhii mera dil hain - 2

betaabi ka aalam, khwab hain aashiqana
sunke teri baatein aaj maine bhi mana
tuhi tuhi tuhii mera dil hain - 2

ehsaas tu mera, mehsoos main karoo
teri chahton pe toh, din raat main maru

behke hain armaan, mehka sama hain
tanhaiyon ka pal shabnami hain

tu pass main baithi hain phir bhi
lagta hain jaise teri kami hain
tujhko ek pal bhi muhskil bhool paana
sach hi keh raha hain tujhse tera deewana
tuhi tuhi tuhii mera dil hain - 2

bechainiyan badhi ekraar kar liya
jab khwaahishey jagi tujhe pyar kar liya

deewangi hain, deewanapan hain
kaise batau kaisi lagan hain

aankhon main kya hain chehra tera hain
tereliye hi bechain mann hain
seene main hamesha bas tujhe hain chupana
sach hi keh raha hain tujhse tera deewana
tuhi tuhi tuhii mera dil hain - 2

betaabi ka aalam, khwab hain aashiqana
sunke teri baatein aaj maine bhi mana
tuhi tuhi tuhii mera dil hain - 2

tuhi tuhi tuhii mera dil hain
Chorus:
tuhi tuhi tuhii mera dil hain - 2

3 Comments