Gali Mein Aa Chand Nikla - Zakhm Lyrics


Gali Mein Aa Chand Nikla

Tum Aaye To Aaya Mujhe Yaad
Gali Mein Aaj Chand Nikla
Jaane Kitne Dinoon Ke Baad
Gali Mein Aaj Chand Nikla
Jaane Kitne Dinoon Ke Baad
Gali Mein Aaj Chand Nikla -3
Tum Aaye To Aaya Mujhe Yaad
Gali Mein Aaj Chand Nikla
Jaane Kitne Dinoon Ke Baad
Gali Mein Aaj Chand Nikla
Jaane Kitne Dinoon Ke Baad
Gali Mein Aaj Chand Nikla -3
Tum Aaye To Aaya Mujhe Yaad
Gali Mein Aaj Chand Nikla...
Ye Naina Bin Kajal Tarse
Barah Mahine Badal Barse
Suni Rab Ne Meri Fariyaad -2
Gali Mein Aaj Chand Nikla -3
Tum Aaye To Aaya Mujhe Yaad
Gali Mein Aaj Chand Nikla...
Aaj Ki Raat Jo Main Sojata
Khulti Aankh Subha Ho Jaati
Main To Ho Jaati Bas Barbaad
Main To Ho Jaati Bas Barbaad
Gali Mein Aaj Chand Nikla -3
Jaane Kitne Dinoon Ke Baad
Gali Mein Aaj Chand Nikla...
Maine Tumko Aate Dekha
Apni Jaan Ko Jaate Dekha
Jaane Phir Kya Hua Nahin Yaad
Jaane Phir Kya Hua Nahin Yaad
Gali Mein Aaj Chand Nikla -3
Jaane Kitne Dinoon Ke Baad
Gali Mein Aaj Chand Nikla...

4 Comments